プロの翻訳者、企業、ウェブページから自由に利用できる翻訳レポジトリまで。
jeevan mein utarna
answer me
最終更新: 2018-10-07
使用頻度: 2
品質:
参照:
dil mein utarna
dil mein utarna
最終更新: 2020-09-21
使用頻度: 1
品質:
参照:
sheeshay mein utarna
sheeshay mein utarna
最終更新: 2020-12-14
使用頻度: 2
品質:
参照:
awdyogik jeevan mein swachata ka mahatva in hindi
udyogik importance of cleanliness in life in hindi
最終更新: 2016-03-15
使用頻度: 2
品質:
参照:
lakin vyavhaarik jeevan mein aisa nahi hota hai. ek samaya hum khade hain aur phir kisi dusre samaya pe hum ek vegg se gatimaan hai. to ye khade khade se chalne tak hamara vegg nischaya hi parivartit hoga. to ye vegg mein parivartan ko kaise dikhaya jaaye. waise vegg mein parivartan koi nayi baat nahi kah di hai maine. bas jis taraha duri vegg aur samay ka gunanphal thi usi taraha vegg tvaran aur samaya ka gunanphal hai. yaa aise bhi kah sakte hain ki samaya ke saath duri mein badlaav ko vegg kahte hain aur samaya ke saath vegg mein parivartan ko tvarann kahenge. waise bhi in dono mein dikhne mein samanta hai. to abhi is tvarann ka upyon hum kahan kar sakte hain. inka a sadharan sa upyon prakshepan mein hota hai. jahan tvaran gurutvaakarshan ke kaaran hoga. gurutvaakarshan se hone waale tvaran ko hum gurutviya tvaran kahte hain. tvaran bhi vegg ki bhaanti ek sadish hai. waise gurutviya tvaran ki disha sadaiv niche ki disha mein hoti hai waise sahi sahi kaha jaaye to iski disha prithvi ke kendra ki aur hoti hai. gurutviya tvaran ka maan nau point aath meter prati second square hota hai. aur iske g likhte hain. abhi saralta ke liye ise hum dus meter prati second square lenge. yaha g ki ikaai dikhne mein azeeb si lag rahi hogi meter prati second square dikhne se betuki si lag rahi hai. par jaise jaise udhaarano ko hal karenge is ikaai ka matlab sapasht hota jaayega. to ek sadharan sa udharan lete hain. achha kalpana karo ki tum ek paththar ko gira rahe ho..... nahi nahi ye theek nahi rahega tum jaan na le lo kisi ki. achha aisa socho ki tum kutub minaar se ek sikka gira rahe ho aur mein maan raha hoon hawa koi pratirodh utpann nahi karegi.. are lagta hai samay lagbhag khatam ho chuka hai to is udaharan ko agle video mein pura
you're going 30 meters per second, you're always going the 30 meters per second, and you'll stay going 30 meters per second. but we know from moving, generally, that your velocity isn't-- sometimes, you're stationary, then sometimes you're moving, and in order to start stationary, and then get moving, your velocity has to change. how could we describe a change in velocity?
最終更新: 2019-07-06
使用頻度: 4
品質:
参照: