Вы искали: ye sahi hai (Хинди - Французский)

Компьютерный перевод

Обучается переводу с помощью примеров, переведенных людьми.

Hindi

French

Информация

Hindi

ye sahi hai

French

 

От: Машинный перевод
Предложите лучший перевод
Качество:

Переводы пользователей

Добавлены профессиональными переводчиками и компаниями и на основе веб-страниц и открытых баз переводов.

Добавить перевод

Хинди

Французский

Информация

Хинди

lakin charge jaida aakarshit karta hai kyuki jab b amber aur apne balo ko lagre ge to hum pahle to charge ka pata nahi chale ga par jab katak kar ke aawaj aaye ge jaise bijli ka current to pata chale ga ki ye har kan ki property hoti hai charge to parkar ka hota hai positive aur negative aur ek jaise charge dekhlte hai aur alag alag tarha kai khinchte hai charge attract sahi hai kya hum isse kya kar sakte hai agar hamare pass ye property ho to, ye faide mand hai isse hum is property ko naap kakte hai isse hum iski unit tak pahunch jaye ge iski unit hai coulomb ye ek vigayanak kai naam par hai jo 1700 sadi mai charge vishe par bahut karye kiya aap wikipedia mai iske baare mai aur parh sakte hai

Французский

la charge est un peu plus abstraite car, avant que nous n'ayons commencé à frotter de l'ambre dans nos cheveux, nous ne la percevions pas, sauf si nous avons été frappés par la foudre. la charge est donc une propriété que les particules et les objets possèdent, et nous savons qu'il existe deux types de charge, que nous avons arbitrairement nommé "positives" et "négatives". et nous savons que les charges semblables se repoussent, et que les charges opposées s'attirent, d'accord ?

Последнее обновление: 2019-07-06
Частота использования: 1
Качество:

Предупреждение: Содержит скрытое HTML-форматирование

Хинди

lakin gati aur veg mein ek mul bhed hai. vegg ek sadish(vector) hai aur gati ek adish hai. lagta hai aapko mein puri taraha confuse kar diya hai. sadish ke vishaya mein maatra aur disha dono ka ullekh hoga. udaharantaha yadi mein kahoon veg(velocity) paanch meel prati ghanta hai to mujhe yaha bhi batana hoga ki yaha vegg kis disha mein hai. to mujhe kahan hoga jaise ki paanch meel uttar ki aur yaa rranatmak(negative) paanch meel dakshin ki aur. jabki gati(speed) ke vishay mein keval maatra ka ullekh hoga. gati ke liye mein kahunga paanch meel prati ghanta par mujhe nahi pata mein kis disha mein jaa raha hoon. ho sakta hai mein aage ki taraf yaa pichhe ki taraf yaa daayi yaa baanyi kisi bhi taraf jaa raha hoon koi nahi bata sakta meri disha kya hai . takniki rup se vegg aur gati mein yahi matbhed hai prastut udhaarano mein shayad yah matbhed itna ujaagar nahi hoga. aur is tarah ke saadharan maamlo mein hum vegg yaa gati kuchh kisi ka bhi upyog kar sakte hain, par jaise jaise hum viksit(advanced) udharano ki aur jaayenge hume prateet hoga ki vegg(velocity) ek jyada upyogi pad(term) hai, aage chalkar rranatamak(negative) vegg se parichit honge. kisi ek disha mein yadi vegg v hai to uske ulti disha mein vegg rranatamak yaa -v ho jaayega. jabki gati ke liye koi disha nahi hogi. abhi ke liye is vishaya mein itna hi. mein nahi chahta aap is vishya ko bina matlab apne liye aur jatil banaye. abhi jaldi se kuchh problems hal((solve) kar lete hain. yadi mein kahoon ki mein pachhas meter chala. to duri d ho gayi pachchas meter. aur samaya hai.. . waise is sutra mein hum ek sujhav bhi kar sakte hain yahan samay(t) ki jagaha samay(t) mein badlav hona chahiye. achha to samaya hai dus seconds. aur ab yadi hum us sutra ka upyog karein to duri hai pachchas meter jo barabar hai vegg(v) guna dus seconds ab samikaran ke dono taraf dus second se bhaag dene par. yahan dhyan rakhein hum dus seconds se bhaag de rahe hain na ki dus se. is se maap ki ikai(unit) uttar mein apne aap aa jaayegi. to dono taraf dus second se bhaag dene par baanyi uar milega ek batta dus seconds guna pachchas meter. ye barabar hai v guna .... abhi ke liye mein pura hi likh deta hoon.ab ye dono cancel ho jayenge aur pachach mein dus ke bhag ke baad bachega paanch. to hume mila paancch aur ansh mein meter aur har mein seconds. atahh paanch meter prati second hamari velocity(v) hai. mein jis baat par jor dena chahta hoon wo ye hai ki ikaai ke saath bhaag dene se hamare uttar ki ikaai apne aap hi hume mil gayi hai. abhi is udharan mein vegg ki ikaai meter prati second hogi yahan pratayakh sa hi lagta hai. parantu jab hum bal(power), kaarya(work) auur urja(energy) ki baat karenge tab unke maap ki ikaai itni pratayksh nahi lagegi. to ikaai ke saath isi tarike se hal kiya jaaye to theek rahega. achha jo bhi ho abhi ke liye yadi vegg saat meter prati second hai aur samaya paanch second hai aur hum yadi yaha faarmula upyog mein le to duri d ho jaayegi vegg saat meter prati second guna samaya paanch second. saat guna paanch ho gaya pantees aur paheli ikaai meter prati second ko duusri ikaai s se guna kiya to mila m. paheli ikaai ke har mein so second hai wo duusri ikaai ke ansh ki second se kat gayi. aur is tara bach gaya pantees meter. yahan naa keval d ki maatra sahi hai balki iski maatra ki ikaai bhi hume sahi sahi praapt ho gayi hai. waise maine maatra ki ikaai ke parivartan se sambandhit ek aur video banaya hai jo bhautiki ke vishaya mein bada laabhkaari hoga. achha to ab cheezo ko thoda katheen kiya jaaye. is sutra mein hum jab bhi kahte hain duri barabar vegg guna samaya. yaha vegg sada achar yaa sthiraank hota hai

Французский

théoriquement, il y a des différence: la vitesse peut être un vecteur de mesure, ou alors un scalair. je vous ai sans doute déjà perdu, mais vous avez tous besoin de savoir qu'un vecteur a une norme, une direction et un sense si je vous donnais le vecteur vitesse, je ne pourrais vous dire seulement cinq miles par heure (environ 8 kilomètre/heure)

Последнее обновление: 2019-07-06
Частота использования: 1
Качество:

Несколько пользовательских переводов с низким соответствием были скрыты.
Показать результаты с низким соответствием.

Получите качественный перевод благодаря усилиям
7,774,066,915 пользователей

Сейчас пользователи ищут:



Для Вашего удобства мы используем файлы cookie. Факт перехода на данный сайт подтверждает Ваше согласие на использование cookies. Подробнее. OK