From professional translators, enterprises, web pages and freely available translation repositories.
upar aakar late jao
upar aakar late jao
Last Update: 2021-01-24
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
un aakar lekar gaya
un aakar lekar gaya
Last Update: 2021-11-25
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
gate ke pass aakar call karo
Last Update: 2023-12-13
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
prechan aakar ap khud kahengi
prechan akar ap khud kahengi
Last Update: 2021-12-21
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
tum yahan aakar kya karoge?
tum yahan aakar kya karoge?
Last Update: 2020-04-30
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
aap ghar ke qareeb aakar call karo
aap ghar ke qareeb aakar call karo
Last Update: 2021-08-04
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
bich mein aakar bolane wala tu kaun hai
bich mein aakar bolane wala tu kaun hai
Last Update: 2020-05-15
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
agar aap kahe tou hospital aakar dikha du
agar aap kahe tou अस्पताल aakar dikha du
Last Update: 2020-08-29
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
aapko assam mai aakar state kaisa laga
aapko assam mai aakar state kaisa laga
Last Update: 2021-04-29
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
ek jagah pe aakar kamjor padh jaata hooni
ek jagah pe aakar kamjor padh jaata hoon
Last Update: 2021-03-19
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
kya hua tumhen online aakar msg kyon nahin ker rahi ho
kya hua tumhen online aakar msg kyon nahin ker rahi ho
Last Update: 2022-01-29
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
agar aap ladki ho to video call par aakar bata do mujhe
agar aap ladki ho to video call par aakar bata do mujhe
Last Update: 2021-07-14
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
main aapse aapki dukaan per aakar milunga somwar ko ya mangalwar ko
main aapse aapki dukaan per aakar milunga somwar ko ya mangalwar ko
Last Update: 2021-06-26
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
time se nahaa lena warna phir roote hue mere paas aakar mat bolna ki unlogo ne pani khatam kar diya
time se nahaa lena warna phir roote hue mere paas aakar mat bolna ki unlogo ne pani khatam kar diya
Last Update: 2021-06-18
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
tumko jo sochana hai socho main bol diya hun mujhe ab jana hai let ho raha hai main ghar aakar baat karunga tumse
tumko jo sochana hai socho main bol diya hun mujhe ab jana hai let ho raha hai main ghar aakar baat karunga tumse
Last Update: 2022-07-18
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
na paisa na shohrat na naam kisi hawas mein nahin hun main bus intezar hai ki koi aakar tham le mujhe kyunki aaj kal apne bus mein nahin hun main
na paisa na shohrat na naam kisi hawas mein nahin hun main bus intezar hai ki koi aakar tham le mujhe kyunki aaj kal apne bus mein nahin hun main
Last Update: 2020-07-15
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
bar bar aakar mujhe pareshan kar raha bol raha h bolo apni dost ko samman leke jaye agr yaha rehna h toh rent de manger phon ni utha h mene tum log ko room diya h manger ko ni mera headache ni h manger se bat karna mene aap log ko diya h unko bolo aaye baat kare yahan air warna m aaj sab saman nikal dunga aaj room se aur alia tum bhi jao mujje room dena h unko bolo aaj aye yaha
bar bar aakar mujhe pareshan kar raha bol raha h bolo apni dost ko samman leke jaye agr yaha rehna h toh rent de manger phon ni utha h mene tum log ko room diya h manger ko ni mera headache ni h manger se bat karna mene aap log ko diya h unko bolo aaye baat kare yahan air warna m aaj sab saman nikal dunga aaj room se aur alia tum bhi jao mujje room dena h unko bolo aaj aye yaha
Last Update: 2020-06-27
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
sawre ko dil me basa kar to dekho duniya se man ko hata kar to dekho bada hi dayalu hai banke bihari ek baar vrindavan aakar to dekho banke bihari bhakto ke dil daar sada lutate hai kripa ke bhandaar meera ne jaise girdhar ko paaya pyala jahar ka amrat banaya tum apni hasti mita kar to dekho ek baar vrindavan aakar to dekho teri pal mein jholi vo bhar dega dukh dard zindagi ke vo har lega chaukhat pe daman failakar to dekho ek baar vrindavan aakar to dekho shyam bina tera koi naa apna y
सावरे को दिल मुझे बासा कर को देखो दुनिया से मान को हाता कर को देखो बड़ा हाय दयालू है बांके बिहारी एक बार वृंदावन आकर तो देखो बांके बिहारी भाको के दिल दार सदा लुटे है कृपा के भंडारा इसमें मीरा ने जायस गिरधर को पाया पायला जाहर का अरत बनया तुम आपी हस्ती स्मिता कर से देखो एक बार वृंदावन आकर को देखो तेरी पाल मीन जोली वो भर देग दडड डड जिंदगी के वो हर लेगा चौखात पे दमन फेलकर डेखो एक बार वृंदावन आकर को देखो श्याम बीना तेरा कोई ना अपना वाई
Last Update: 2021-06-10
Usage Frequency: 1
Quality:
Reference:
sabhi cid vale apne office me baite hai aur gape hank rhe hai ,tbhi cid ka head acp parduman apne phone par kisi se bat karte huye aata hai ,acp ko dekha kar sbhi cid officer kahre ho jate hai . freddy- lagta hai acp sir phone par kuch jaruri bat kar rhe hai .isliye hmari tarf dayan bhi nhi de rhe hai . abhijit-jarur ,unke girl friend ka call hoga . (sabhi cid vale abhijit ki bato par hasne lagte hai ) (tbhi dcp aa jata hai ,aapki jankari ke liye bta de ki dcp cid ka o officer hai jo apne to kuch nhi karta hai lekin dinge to lambi lambi hakta hai .) dcp-(cid valo se )kauy bhai tumlog has kauy rahe ho .ye cid office hai koi jokes ka maidan nhi . abhijit-soory sir dcp -acp parduman kha hai . daya -(acp ki or apna hath karke )-ve rhe acp sir. (acp dcp ko dekh leta hai aur turant aakar sorry bolta hai ) acp-good morning sir ,aap kab aaye maine to aapko dekh hi nhi . dcp-jab tum phone par bate kar rhe the tbhi mai aaya hu ,vaise tum bat kisse kar rhe the . acp-sir vo mera pura friend tha dcp -pura friend tha ya koi purani girl friend thi . acp-nhi sir aisi bat nhi hai (ishse pahle ki dcp acp se kuch aur sawal puchta tbhi bich me sachn bol para ) sachin-dcp sir aap yha kisi ki chhanbin karne aaye hai yakisi aur kam se . dcp-mai yha tum juniyaro ko ye btane aaya hu ki aaj cid me ek new officer aa rha hai (abhi dcp apni bat pura karta tbhi freddy bol para) freddy-are vah koi new officer aa rha ,chaliye koi to ab muje salam karega dcp-freddy jo new officer aa rha hai vo tumhara juniyar nhi balki siniyr officer hai isliye tum use salam karoge.samje acp-sir aapne ye bhaut acha kiya ki hme bta diya ki ek new officer aa rha hai dcp-ok mai chalta hu . (dcp chala jata hai ) daya- are dcp sir ne new officer ka nam to btaya hi nhi acp -aayega to puch lenge (dusri or ek parivar hai jisme ,ek maa hai -janki ,ek pita hai -shayam,ek bhai -rahul,ek bahen-rubi) janki-(apne bete se )rahul bete tune nasta to kar liya hai na rahul -ha maa,ab mai collage ja rha hu janki-beta aaj tuhara risult aane vala hai ,jate jate bhagvan ke darshan jarur kar lena . rahul -thik hai maa (sam ka time ) rubi-maa bhiya abhi tak collage se nhi aaye ,sam hone ko hai shayam (rahul ka pita )-ab tak to use aa jana chahiye tha janki -muje to bahut chinta ho rhi hgai ,kha gya hoga mera beta shayam -aaj rat tak dekhte hai khi apne dost ke yha gya ho,shayed kal tak aa jaye rubi -agar bhaiya kal tak nhi aaye to shyam -to hame pulis me jana hoga (idar cid vale apne apne ghar ja rhe hai tbhi phone ki ring hoti hai ) acp-hailo ,...kya..........kya.......ok ham abhi aa rhe hai .. daya- kya hua sir . acp-daya ek las mili hai ,jaldi chalo (samne ek las ulta para hai ,bagal me khun ki ganga bah rhi hai ,aur logo ki bhir lagi hai ) (tbhi cid ki car aatia hai cid vale apne car se utarte hai ,daya ,acp,sachin,fredy,dr,salunke) acp-daya dekho is las ke pas se kuch milta hai kya ,taki ham iske parivar valo ke bare me jan ske . (daya lash ke pas jata hai aur logo ko htata hai ) (acp ek aad mi se puch tach karta hai ) acp-tumne phone kiya tha (aadmi ka nam hai monu) monu -yes sir mai yha se ja rha tha to dekha ki ye lash yha pari hai to maine aaplogo ko bula liya acp-kya tum jante ho ki ye larka kaun hai ,ya is larke ke bare me koi aisi bate jo hmare kam aa ske monu -sir mai iske bare me kaise jan skta hu ,ye to bas road par tha to maine insaniyat ke nate aapko bula liya hai acp-ok ,(bhir ki or apna hath karke acp puchta hai ) acp-kya aapme se koi bhi kuch janta hai to bta de taki cid ki kuch help ho jaye (tabhi ek aadmi aata hai ,raju) raju-sir mai janta hu ki ye kaise mra hai acp-tum kaun ho aur ye kaise mra hai raju-sir mera nam raju hai ,aur mai yhi bagal me apni kapre ki dukan chlata hu ,sir jab mai apne dukan ko band karne ke liye bahar nikla to dekh ki ye larka (ek bilding ki or isara karke raju bolta hai )us bilding ki chhat par khra tha aur dekhte hi dekhte niche khud gya aur mar gya acp-tumne roka nhi raju -sir mai kuch samaj pata ushse pahle ye khud gya acp-ok ,aap jao agar jarurat pari to ham aapko bula lenge (idar daya lash ko dekh rha hai ) acp -kuch pata chala daya ,koi pahchan mila iske pash se daya-sir iske pash se to koi pahchan nahi mila hai , freddy -ab kya kare sir salunke -daya pahle isko mere lab me lekar chalo bad me pahcyhan khojna (daya aur sabhi cid vale lash ko lekar salunke ke lab me lekar chale jate hai ) salunke -acp ab morning ka time ho gya hai ab to new officer bhi aane vala hai acp -to mai kya karu new officer aane vala hai to (tabhi cid me ek larki dairkar aati hai aur gir jati hai ) acp -purvi dekho kaun hai ye purvi -(larki ko uthakar )kaun ahi aap (mera nam rubi hai ) purvi-rubi aap pahle ye pani pio aur aaram se batho acp-ab bolo kya bat hai rubi -sir mera bhai mera bhai acp-kya hua tumhare bhai ko bolo rubi -sir vo kal se gar nhi aaya hai acp-kya tuhar bhai kal se gar nhi aaya hai ,to kha gya hain rubi -sir mera bhai kal apne coolage me apna result lene gya tha ,abhi tak nhi aaya hai (salumke aata hai ) salunke -acp jo lash lekar tum aaye ho uski age lagbag 20 sal hai rubi-sir mera bhai bhi 20 sal ka tha acp -kya ,tumhar bhai 20 sal ka tha acp -khi vo tuhara bhai to nahi rubi -aap kya kahna chahte hai acp -dekho rubi kal rat ko hame ek lash mili hai tum ek bar chalkar dekh lo (rubi jati hai ) rubi -sir ye to mera bhai hai rahulb (aur rone lagtli hai) acp-purvi ise sambalo (purvi rubi ko lekar jati hai ) acp-dekho rubi agar tum chahti ho ki tuhare bhai ka katil pakra jaye to tuhe kuch sawalo ke javab dene honge ,kyatum taiyar ho rubi -ha sir acp-ha to batao kya tumhare bhai ki kisi ke sath koi dusmani thi rubi -nahi sir ,mere bhai ki kisi ke sath koi dusmani nahi thi acp-tumhar bhai kis collage me parta hai rubi-mira collage me acp-=thik hai tum ja sakti ho ,agar hme tuhari jarurat pari to ham tuhe bula lenge rubi- sir merte bhai ke katil ko mat chhoriye ga (tabhi ek aadmi aata hia ) acp -aap kaun hai aadmi -sir mera nam ratan hai ,mai cid ka new officer hu daya-to tum ho cid ke new officer ,welcome to cidratan -thanks acp-daya jaldi se mira collage chalo khi katil hmare hath se nikal na jaye (samne mira collage ka bord laga hai ,cid vale apne car se aate hai ) acp-(ek student se )-kya tum bta skte ho ye rahul kaun se class me parta tha student-parta tha se aapka kya matlab hai daya -rahul ne aatmhtya kar liya hai student -ye to aaj nahi to kal hona hi tha ratan -tum kahna kya chahte ho student-sir kal sbhi studento ka result nikla tha ,lekin rahul fir har sal ki tarah fail ho gya acp-kya rahul prai me kamjor tha student -nhi sir rahul to parai me bahut tej tha ratan -fir fail k,aise ho gya student -vo kya hai ki ,rahul nich jati ka tha aur is collage me sab log uche jati ke hai aue hmare head sir ko rahul ki jati pasand nhi thi isliye o rahul ko har sal fail kar dete the ,taki rahul coolage chhirkar chla jaye . acp-ek teacher ki aisi soch ,muje to sarm aati hai ki aaj bhi hamarew india me jati me bhed bao rkhne vale hai daya-kha milenge head sir student-aage se right (cid vale jate hai ) daya -ye rha head sir ka room (head sir andar chair par baite hai ) head sir -aaplog kaun hai acp-hamlog cid se hai head sir-cid ,aaiye ratan -aaiye nahi aap hmare sath chaliye cid pffice (cid ke log head sir ko le jate hai ) acp-ha to batao tumne rahul ko kauy mara head sir-maine kisi ko nhi mara daya-kya tum rahul ko nhi jante ho head sir -janta hu lekin maine rahul ko nhi mara acp-tumne nhi mara lekin ,rahul mara to tuharu vajh se hai na daya -suna hai tum jati dekhkar student ko para te ho head sir -to acp-tumne rahul ki jati ke vajh se use fail kar diya aur rahul ne aatmhtya kar liya rata -tum ek teacher ho ,tumhare upar desh ka future tika hai aur tune hi galat ka kiya head sir-muje kya pata tha ki rahul fail hone ke bad aatmhtya kar lega ,mai to keval use apne collage se nikalna chahta tha . acp-tune ek student ko aatmhtya karne ke liye majbur kiya hai ab to tumhe adalt aajivan karavas ki saja degi . (head sir apna muh chupa rhe hai kauy ki midiya vale unke ish kartut ko news bnane vali thi
Last Update: 2021-03-15
Usage Frequency: 2
Quality:
Reference: