Results for kya guarantee hai ki ye list sahi hai translation from Hindi to English

Computer translation

Trying to learn how to translate from the human translation examples.

Hindi

English

Info

Hindi

kya guarantee hai ki ye list sahi hai

English

 

From: Machine Translation
Suggest a better translation
Quality:

Human contributions

From professional translators, enterprises, web pages and freely available translation repositories.

Add a translation

Hindi

English

Info

Hindi

waise janu kya aap bata sakte hai ki ye photo kiski hai

English

what are you waiting for when you are photographed?

Last Update: 2018-11-07
Usage Frequency: 1
Quality:

Reference: Anonymous

Hindi

kya aap mujhe bata sakte hai ki ye kaise hoga

English

kya aap mujhe bata sakte hai ki ye kaise hoga

Last Update: 2023-06-04
Usage Frequency: 1
Quality:

Reference: Anonymous

Hindi

bas vishwas nahi ho raha hai ki ye tum hi ho.

English

bas vishwas nahi ho raha hai ki ye tum hi ho

Last Update: 2022-09-21
Usage Frequency: 1
Quality:

Reference: Anonymous

Hindi

sirf hungama khada karna mera maksad nahi, meri koshish hai ki ye surat badalani chahiye mere seene me nahi to tere seene me sahi, ho kahi bhi aag magar aag jalni chahiye

English

sirf hungama khada karna mera maksad nahi, meri koshish hai ki ye surat badalani chahiye mere seene me nahi to tere seene me sahi, ho kahi bhi aag magar aag jalni chahiye.

Last Update: 2022-08-07
Usage Frequency: 1
Quality:

Reference: Anonymous

Hindi

liye ek counterexample hai to, ek counterexample, ek udharan jo dikhata hai ki ye kathan hamesha sach nahi hota to kathan ye hai ki sare positive integers do ya teen dwaravibhajye hain to hamein yahi positive integer dhoondna jo na do na hi teen se vibhajye ho sau do dwaravibhajye hai na?

English

so, a counterexample, an example that shows that this isn't always true. so the statement is all positive integers are divisible by 2 or 3. so we just have to find a positive integer that is not divisible by 2 or 3, by neither 2 nor 3.

Last Update: 2019-07-06
Usage Frequency: 4
Quality:

Reference: Anonymous

Hindi

lakin charge jaida aakarshit karta hai kyuki jab b amber aur apne balo ko lagre ge to hum pahle to charge ka pata nahi chale ga par jab katak kar ke aawaj aaye ge jaise bijli ka current to pata chale ga ki ye har kan ki property hoti hai charge to parkar ka hota hai positive aur negative aur ek jaise charge dekhlte hai aur alag alag tarha kai khinchte hai charge attract sahi hai kya hum isse kya kar sakte hai agar hamare pass ye property ho to, ye faide mand hai isse hum is property ko naap kakte hai isse hum iski unit tak pahunch jaye ge iski unit hai coulomb ye ek vigayanak kai naam par hai jo 1700 sadi mai charge vishe par bahut karye kiya aap wikipedia mai iske baare mai aur parh sakte hai

English

charge is a little bit more abstract because, before we started rubbing amber into our hair, we really didn't experience much charge unless we got struck by lightning. so charge is a property that particles or objects have, and we know that there are two types of charge, which we've arbitrarily named positive and negative. and we know that like charges repel and opposite charges attract, or unlike charges attract, right?

Last Update: 2019-07-06
Usage Frequency: 4
Quality:

Reference: Anonymous

Hindi

lakin agar kisi kan par positive carge hota hai aur kisi par b positive charge ho to wo ek dusre ko dekhlte hai agar unke charge alag ho to negative charge wale kan ko negatve kehte hai jo ek arbitrary viran hai hun inhe neel aur lal charge b kah sakte hai hum jaante hai ki agar kisi aur kan par koi aue charge ho jaise ki negative, to wo positive charge ko apni taraf kinche ga to aap charge kai baare mai kya jante hai chare ek property hai jo kano mai hoti hai aur agar hum kano ko ek saath rakhe to ye sambhawna hai ki baki kano mai b wahi property aa jaye to ye sirf ek property hai isliye mai yahe kahu ga ki mai b iske vishe mai kuch aadik nahi kahu ga aur sahi sahi kahu koi b vayakti ye nahi jaanta ki ye hai kya sahi mai to koi b fundamentally kuch nahi jaanta bus yahi jaante hai ki ye ek property hai jis tarha mass agar aap soche to wo b sirf ek property hai par kuch hadh tak ye kuch jaiha sapasth concept

English

but when something has a positive charge and when something else has a positive charge, that they repel each other. we also know that if i had something else, another particle that happened to have a negative charge, and once again, the word "negative" being applied to this is completely arbitrary. they could have called it blue charge and red charge, but all we know is that when another object has the other charge-- in this case, we call it negative-- that's going to be attracted to a positive charge.

Last Update: 2019-07-06
Usage Frequency: 4
Quality:

Reference: Anonymous
Warning: Contains invisible HTML formatting

Hindi

grayling ek bahut zaroori mauka itihaas me hai jab socrates ne kaha tha bekar ki zindagi jeene layak nahi hai ye bahut badi baat kagti hai unka matlab tha ki agar aap zindagi ke baare me nahi sochte aap khud ki marzi se nahi jeete to aap kisi aur ki marzi se jeete hain aap ek football ki tarah hai aapko log idhur udhar dhakalte hai agar apne kuch nahi chuna aur zindagi aise nikal di bahut bada antar hai cheeze hone me aur use gyaan me badalne me jiska istamal kiya ja sake aur gyaan ke baad bhi ek cheez hai jo ki hai samajh ye samajh hai zheezon ki ye hai safaai se sochne ki acchhi tarah se saara gyaan ekatrit karne ki padhe-likhe hone ki vigyaan me samajh rakhna kyun ye duniya ab tumhari hai iska ek samajhdar hissa hone ke liye insaaniyat baare me baat karne ke liye aapko samajh honi chahiye duniya me kya ho raha hai ek accha nagrik hone ke liye ek insaan jo ki jaanta hai kya theek hai chahta hai ki wo samajhdar ho duniya ke baare me sochne ke liye samajhdar hone ke liye apne aap ko sudharne ke liye aur jab log kuch bolte hai to hil jaane ke liye aur khud kuch bolne ke liye iska ek nateeja hai ki

English

one very, very important moment in the history of philosophy is when socrates said,

Last Update: 2019-07-06
Usage Frequency: 4
Quality:

Reference: Anonymous

Hindi

lakin gati aur veg mein ek mul bhed hai. vegg ek sadish(vector) hai aur gati ek adish hai. lagta hai aapko mein puri taraha confuse kar diya hai. sadish ke vishaya mein maatra aur disha dono ka ullekh hoga. udaharantaha yadi mein kahoon veg(velocity) paanch meel prati ghanta hai to mujhe yaha bhi batana hoga ki yaha vegg kis disha mein hai. to mujhe kahan hoga jaise ki paanch meel uttar ki aur yaa rranatmak(negative) paanch meel dakshin ki aur. jabki gati(speed) ke vishay mein keval maatra ka ullekh hoga. gati ke liye mein kahunga paanch meel prati ghanta par mujhe nahi pata mein kis disha mein jaa raha hoon. ho sakta hai mein aage ki taraf yaa pichhe ki taraf yaa daayi yaa baanyi kisi bhi taraf jaa raha hoon koi nahi bata sakta meri disha kya hai . takniki rup se vegg aur gati mein yahi matbhed hai prastut udhaarano mein shayad yah matbhed itna ujaagar nahi hoga. aur is tarah ke saadharan maamlo mein hum vegg yaa gati kuchh kisi ka bhi upyog kar sakte hain, par jaise jaise hum viksit(advanced) udharano ki aur jaayenge hume prateet hoga ki vegg(velocity) ek jyada upyogi pad(term) hai, aage chalkar rranatamak(negative) vegg se parichit honge. kisi ek disha mein yadi vegg v hai to uske ulti disha mein vegg rranatamak yaa -v ho jaayega. jabki gati ke liye koi disha nahi hogi. abhi ke liye is vishaya mein itna hi. mein nahi chahta aap is vishya ko bina matlab apne liye aur jatil banaye. abhi jaldi se kuchh problems hal((solve) kar lete hain. yadi mein kahoon ki mein pachhas meter chala. to duri d ho gayi pachchas meter. aur samaya hai.. . waise is sutra mein hum ek sujhav bhi kar sakte hain yahan samay(t) ki jagaha samay(t) mein badlav hona chahiye. achha to samaya hai dus seconds. aur ab yadi hum us sutra ka upyog karein to duri hai pachchas meter jo barabar hai vegg(v) guna dus seconds ab samikaran ke dono taraf dus second se bhaag dene par. yahan dhyan rakhein hum dus seconds se bhaag de rahe hain na ki dus se. is se maap ki ikai(unit) uttar mein apne aap aa jaayegi. to dono taraf dus second se bhaag dene par baanyi uar milega ek batta dus seconds guna pachchas meter. ye barabar hai v guna .... abhi ke liye mein pura hi likh deta hoon.ab ye dono cancel ho jayenge aur pachach mein dus ke bhag ke baad bachega paanch. to hume mila paancch aur ansh mein meter aur har mein seconds. atahh paanch meter prati second hamari velocity(v) hai. mein jis baat par jor dena chahta hoon wo ye hai ki ikaai ke saath bhaag dene se hamare uttar ki ikaai apne aap hi hume mil gayi hai. abhi is udharan mein vegg ki ikaai meter prati second hogi yahan pratayakh sa hi lagta hai. parantu jab hum bal(power), kaarya(work) auur urja(energy) ki baat karenge tab unke maap ki ikaai itni pratayksh nahi lagegi. to ikaai ke saath isi tarike se hal kiya jaaye to theek rahega. achha jo bhi ho abhi ke liye yadi vegg saat meter prati second hai aur samaya paanch second hai aur hum yadi yaha faarmula upyog mein le to duri d ho jaayegi vegg saat meter prati second guna samaya paanch second. saat guna paanch ho gaya pantees aur paheli ikaai meter prati second ko duusri ikaai s se guna kiya to mila m. paheli ikaai ke har mein so second hai wo duusri ikaai ke ansh ki second se kat gayi. aur is tara bach gaya pantees meter. yahan naa keval d ki maatra sahi hai balki iski maatra ki ikaai bhi hume sahi sahi praapt ho gayi hai. waise maine maatra ki ikaai ke parivartan se sambandhit ek aur video banaya hai jo bhautiki ke vishaya mein bada laabhkaari hoga. achha to ab cheezo ko thoda katheen kiya jaaye. is sutra mein hum jab bhi kahte hain duri barabar vegg guna samaya. yaha vegg sada achar yaa sthiraank hota hai

English

technically, there's a difference: velocity is a vector of measurement, and speed is a scalar. i probably have already confused you, but all you have to know is a vector has a magnitude and a direction. if i were to give a velocity, i really shouldn't just say five miles per hour.

Last Update: 2023-12-17
Usage Frequency: 4
Quality:

Reference: Anonymous

Get a better translation with
7,794,500,945 human contributions

Users are now asking for help:



We use cookies to enhance your experience. By continuing to visit this site you agree to our use of cookies. Learn more. OK