Şunu aradınız:: achha dikhna (Hintçe - Fransızca)

Bilgisayar çevirisi

İnsan çevirisi örneklerinden çeviri yapmayı öğrenmeye çalışıyor.

Hindi

French

Bilgi

Hindi

achha dikhna

French

 

Kimden: Makine Çevirisi
Daha iyi bir çeviri öner
Kalite:

İnsan katkıları

Profesyonel çevirmenler, işletmeler, web sayfaları ve erişimin serbest olduğu çeviri havuzlarından.

Çeviri ekle

Hintçe

Fransızca

Bilgi

Hintçe

achha

Fransızca

achha

Son Güncelleme: 2021-06-21
Kullanım Sıklığı: 1
Kalite:

Referans: Anonim

Hintçe

aapse dosti karke achha laga

Fransızca

good night you too

Son Güncelleme: 2012-10-06
Kullanım Sıklığı: 1
Kalite:

Referans: Anonim

Hintçe

lakin gati aur veg mein ek mul bhed hai. vegg ek sadish(vector) hai aur gati ek adish hai. lagta hai aapko mein puri taraha confuse kar diya hai. sadish ke vishaya mein maatra aur disha dono ka ullekh hoga. udaharantaha yadi mein kahoon veg(velocity) paanch meel prati ghanta hai to mujhe yaha bhi batana hoga ki yaha vegg kis disha mein hai. to mujhe kahan hoga jaise ki paanch meel uttar ki aur yaa rranatmak(negative) paanch meel dakshin ki aur. jabki gati(speed) ke vishay mein keval maatra ka ullekh hoga. gati ke liye mein kahunga paanch meel prati ghanta par mujhe nahi pata mein kis disha mein jaa raha hoon. ho sakta hai mein aage ki taraf yaa pichhe ki taraf yaa daayi yaa baanyi kisi bhi taraf jaa raha hoon koi nahi bata sakta meri disha kya hai . takniki rup se vegg aur gati mein yahi matbhed hai prastut udhaarano mein shayad yah matbhed itna ujaagar nahi hoga. aur is tarah ke saadharan maamlo mein hum vegg yaa gati kuchh kisi ka bhi upyog kar sakte hain, par jaise jaise hum viksit(advanced) udharano ki aur jaayenge hume prateet hoga ki vegg(velocity) ek jyada upyogi pad(term) hai, aage chalkar rranatamak(negative) vegg se parichit honge. kisi ek disha mein yadi vegg v hai to uske ulti disha mein vegg rranatamak yaa -v ho jaayega. jabki gati ke liye koi disha nahi hogi. abhi ke liye is vishaya mein itna hi. mein nahi chahta aap is vishya ko bina matlab apne liye aur jatil banaye. abhi jaldi se kuchh problems hal((solve) kar lete hain. yadi mein kahoon ki mein pachhas meter chala. to duri d ho gayi pachchas meter. aur samaya hai.. . waise is sutra mein hum ek sujhav bhi kar sakte hain yahan samay(t) ki jagaha samay(t) mein badlav hona chahiye. achha to samaya hai dus seconds. aur ab yadi hum us sutra ka upyog karein to duri hai pachchas meter jo barabar hai vegg(v) guna dus seconds ab samikaran ke dono taraf dus second se bhaag dene par. yahan dhyan rakhein hum dus seconds se bhaag de rahe hain na ki dus se. is se maap ki ikai(unit) uttar mein apne aap aa jaayegi. to dono taraf dus second se bhaag dene par baanyi uar milega ek batta dus seconds guna pachchas meter. ye barabar hai v guna .... abhi ke liye mein pura hi likh deta hoon.ab ye dono cancel ho jayenge aur pachach mein dus ke bhag ke baad bachega paanch. to hume mila paancch aur ansh mein meter aur har mein seconds. atahh paanch meter prati second hamari velocity(v) hai. mein jis baat par jor dena chahta hoon wo ye hai ki ikaai ke saath bhaag dene se hamare uttar ki ikaai apne aap hi hume mil gayi hai. abhi is udharan mein vegg ki ikaai meter prati second hogi yahan pratayakh sa hi lagta hai. parantu jab hum bal(power), kaarya(work) auur urja(energy) ki baat karenge tab unke maap ki ikaai itni pratayksh nahi lagegi. to ikaai ke saath isi tarike se hal kiya jaaye to theek rahega. achha jo bhi ho abhi ke liye yadi vegg saat meter prati second hai aur samaya paanch second hai aur hum yadi yaha faarmula upyog mein le to duri d ho jaayegi vegg saat meter prati second guna samaya paanch second. saat guna paanch ho gaya pantees aur paheli ikaai meter prati second ko duusri ikaai s se guna kiya to mila m. paheli ikaai ke har mein so second hai wo duusri ikaai ke ansh ki second se kat gayi. aur is tara bach gaya pantees meter. yahan naa keval d ki maatra sahi hai balki iski maatra ki ikaai bhi hume sahi sahi praapt ho gayi hai. waise maine maatra ki ikaai ke parivartan se sambandhit ek aur video banaya hai jo bhautiki ke vishaya mein bada laabhkaari hoga. achha to ab cheezo ko thoda katheen kiya jaaye. is sutra mein hum jab bhi kahte hain duri barabar vegg guna samaya. yaha vegg sada achar yaa sthiraank hota hai

Fransızca

théoriquement, il y a des différence: la vitesse peut être un vecteur de mesure, ou alors un scalair. je vous ai sans doute déjà perdu, mais vous avez tous besoin de savoir qu'un vecteur a une norme, une direction et un sense si je vous donnais le vecteur vitesse, je ne pourrais vous dire seulement cinq miles par heure (environ 8 kilomètre/heure)

Son Güncelleme: 2019-07-06
Kullanım Sıklığı: 1
Kalite:

Referans: Anonim

Daha iyi çeviri için
7,734,311,116 insan katkısından yararlanın

Kullanıcılar yardım istiyor:



Deneyiminizi iyileştirmek için çerezleri kullanıyoruz. Bu siteyi ziyaret etmeye devam ederek çerezleri kullanmamızı kabul etmiş oluyorsunuz. Daha fazla bilgi edinin. Tamam